Dice la canción

Tum ko dulhan banayenge de Kumar Sanu

album

Tum ko dulhan banayenge (Single)

11 de diciembre de 2011

Significado de Tum ko dulhan banayenge

collapse icon

(Kumar Sanu,Sadhna Sargam)

Mere jeevan saathi
mere jeevan saathi

oh oh oh mere jeevan saathi
mere jeevan saathi

is kadar pyaar tum se karte hain

tum ko dulhan banayenge hum

is kadar hum bhi tum pe marte hain
mmm,
tum ko dulhan banayenge hum

mere jeevan saathi
mere jeevan saathi

mere jeevan saathi
mere jeevan saathi

apne rangeen khayalon mein
sajaaya hai tumhe
apne palkon ke jharokhon mein
bithaaya hai tumhe

humne is dil mein tum ko
band kar ke rakha hai
sirf tum ko hi pasand
kar ke rakha hai
dhadkano ki sada bhi sunaai de
itne nazdeek laayenge hum

is kadar hum bhi tum pe marte hain
tum ko dulhan banayenge hum
mere jeevan saathi
mere jeevan saathi

mere jeevan saathi
mere jeevan saathi

choodiyaan gori kalaayi mein
khanak jaati hain
ab hamen raat ki tanhaai mein
tadpaati hain

apni betaabiyon ka
dard sunaaye kaise
haal kaisa hai sanam
tum ko bataaye kaise
har tamanna ab yahi kehti hai
na kabhi door jaayenge hum

is kadar pyar tum se karte hain
ho tum ko dulhan banayenge hum
mere jeevan saathi
mere jeevan saathi

mere jeevan saathi
mere jeevan saathi

mere jeevan saathi
mere jeevan saathi

Letra traducida a Español

Traducción de la letra realizada con IA.

0

0

Trending Flame Icon

Tendencias de esta semana

Datos no encontrados

Kumar sanu

Más canciones de Kumar Sanu